Title: Talif:Ustad Shaheed Murataza Mutahari
1Beeswi Sadi Ki Islami Tehriken
- Talif Ustad Shaheed Murataza Mutahari
- Publisher Danishgah-e-ulume Islami
2Contents of Presentation
- Overview
- Islah kia ha
- Islami tarikh me islahi tehrikain
- Ahle Sunnat Arbi musliheen
- Arab dunya me islahi lehron ki kami or Sunni ulma
ka taharik ki qayadat na krna - Allama Iqbal (Ahle Sunnat ghair-Arbi muslah)
- Ahle Tashayo ki islahi tehriken
- Irani Islami tehriken
3Overview
Is kitab me aslan un tehrikon ka zikir kia gya
ha jo Biswi sadi eswi me shuru huen or jinka
maqsd logon ki Islami islah krna tha. Chunache
Islah or Musliheen par mufassil guftugu ki
gae hai or mukhtalif tehrikon, khususan Islami
Inqilab Iran ka behtrin khaka khaicha gya ha.
4Islah kia ha
- Islah ka mtlb, Nazm-o-baqaidgi peda krna
- Islah ki zid fasad
- Quran-e-Majeed me islah ka zikr
- Do afrad ke drmyan
- Khandani satah pr
- Muashrti satah pr(Musannif ke pesh-e-nazr)
- Quran ke nazdik Peghambar muslah hyn
-
5Islah kia ha
- Quran ke nazdik munafiq maslahaten, isalah ke
nam pr fasad! - Islah, Islam ki rooh ha!
- Har khidmat islah ni hti!
- Mola Ali(a.s) ke nazdik islah (Pg3)
- Imam Hussain(a.s) ke nazdik islah (Pg4)
6Muslah ki kamyabi ki sharait
- Farameen-e-Khuda ki taid o himayat krna
- Tin omoor se bchna
- Masana(Ahtiat baratna)
- Mazara(Mushahibat)
- Lalach ki ghlami
7Islami tarikh me Islahi tehriken
- Islami tehriken jamud ka shkar rahein
- Mujaddid ka tasawur
- Islahi tehrikon ki maqsad ke lihaz se iqsam
- Islah ki arr me fasad
- Fikri tehriken
- Ijtmai tehriken
- Fikri or ijtami (donon)
8Ahl-e-Suunat Arbi MuslaheenSyed Jamal-ud-Din
- Ek fikri or ijtami tahrik ke bani
- Islami or ghair Islami mumalik ke doray
- Unke nazdik androni istabdad or beruni istamar,
do aham burayan - Islah ki pehli shart, bad-unwani ko khtm krna
- Phr musalmanon me ittehad peda krna
- Syed ki khusoosiaat
9Ahl-e-Suunat Arbi MuslaheenShaikh Mohammad
Abdah
- Syed Jamal ke shagird
- Unki tawajja ka mahwar.
- Apni zimmedarian Alim-e-Din ki hasiat se mahsus
kien - Islam ko ek maktab-e-fikr or rahnuma nazarye ka
mamba sabit krna - Syed Jamal se mukhtalif
10Arab dunya me islahi lehron ki kamior sunni ulma
ka qyadat na krna
- Kyun digar tehriken nojawanon ko mutawajja krne
me kamyab huen? - Is kamyabi ki do wojuhat
- wahabiat ka parchar
- Hanbli aqaid ke mukalifon ke khilaf jihad
- Paband rohaniat!
11Allama Iqbal(Ahle Sunnat ghair-Arbi muslah)
-
- Iqbal ki khobian
- Maghribi dunya ki tehzib ka wasi elm
- Maghrib ki mehromion ka elm(pg33)
- Musalmanon ki islah klye koshishen
- Shairi ke zrye Islam ki khidmat
- Falsafe ke zrie Islam ki khidmat
- Iqbal ke naqais
- Mahdood asar
- Kch shksiat ki ghlt khaka nigari
12Shion ki islahi tehrikain
- Dkhli istabdadiat or kharji istamariat ke khilaf
be-misaal tehriekn - Tambako tehrik(Rahnumai Mirza Hussain
Shirazi) - Aini tehrik(Ibtdai Rahnumai Akhund Mulla,
Kazim Khrasani, Sheikh Abdullah Mazandrani) - Inqilab-e-Iraq(nakam)
- Syed Jamal jese ka shia ulma se rabta krna
- Karl Marx ke nazrye pr kari zarb
13Irani Islami tehrik
- Tehrik ki noiyat(Logon ki ikhtyari tehrik)
- Tehrik ke maqasid(Pehle byan hchke)
- Tehrik ki qayadat(Pure Islami shksiat, ye Islam
haqiqat or nasbul aen ha nake maslahat or
wasila) - Tehrik ke masail(Bohrani kafiyat)